Saturday, April 4, 2015

Dil mein chhupa hain kitna dard batau main kaise.... 
Zindagi Ro-ro kar guzar rhi hain....
 Haskar tumhe dikhau main kaise.... 
Suna hain zindagi chahat ka naam hain...
 Lekin ye zindagi tum bin ab bitau main kaise... 
Tumhe yakeen na ho shayad...
 Par iss dil mein ek naam sirf tumhara hain...
 Lekin dil cheer kar tumhe dikhau main kaise...... 
Maine to apni zindagi se bhi badhkar chaha hain tumhe.... 
Tum hi kaho bina tumhare tajmahal banau main kaise.... 
Tumne diya hain jo dard mujhe... 
Use main chhipau kaise .....

No comments:

Post a Comment